• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Lau Kaisi Hai Jo Ek sans Bhi Maddham Nahin Hoti

Ye Lau Kaisi Hai Jo Ek sans Bhi Maddham Nahin Hoti

poet

ye lau kaisi hai jo ik saans bhi maddham nahin hoti

bhulane par bhi zalim yaad us ki kam nahin hoti

ye matlab-ashna duniya ye zalim bevafa duniya

sharik-e-aish kar liije sharik-e-gham nahin hoti

adam ke jaane vaale qafile din-rat chalte hain

magar is anjuman ki dilkashi kuchh kam nahin hoti

na puchh ai ham-nashin rudad-ha-e-sham-e-gham ham se

qayamat ki sahar hoti hai sham-e-gham nahin hoti

bhulaya hai mujhe tu ne tiri barham-mizaji ne

magar bedard teri yaad phir bhi kam nahin hoti

nahin vaqif tu ai dil atish-e-soz-e-mohabbat se

ye daulat jis qadar aati hai ghar men kam nahin hoti

‘safir’ ab tak to rudad-e-mohabbat ḳhaam hai teri

abhi to aankh bhi fart-e-alam se nam nahin hoti

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mayus Zindagi Ke Sahaare Chale Gae

poet

Main Tere dar Se Ro Nahin Sakta

Marbut Kaamyabi Hai Warastagi Ke Sath

poet

Tumhein Is Dil Se Kya Aadi Hua Hai

Namak Ki Roz Malish Kar Rahe Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet