• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Alag Baat Ki Taklif baDha Deta Hai

Ye Alag Baat Ki Taklif baDha Deta Hai

ye alag baat ki taklif baḌha deta hai

aa.ina mujh ko magar mujh se mila deta hai

ik taraf aankh ki nindon ke liye pagal hai

ik taraf ḳhvab jo nindon ko uḌa deta hai

ishq ne phir se pukara to khula hai ham par

hijr avaz badal kar bhi sada deta hai

mujh ko sailab se bachne ki dua de kar vo

ansuon ko miri taqdir bana deta hai

kaun paani men Dubo deta hai jalta suraj

kaun is paani men mahtab saja deta hai

sunnat-e-‘qais’ ka paband huun varna yaaro

ik naya ishq mujhe roz sada deta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

munshi-naubat-rai-nazar-lakhnavi

Usne Mai Pi Ke Sar-E-Bazm Jo Saghar Ulta

Barf Mein KHud Ko Badal Kar Dekhna

Main Kya Bataun Kaisi Pareshaniyon Mein Hun

Ye Arz-E-Shauq Hai Aaraish-E-Bayan Bhi to Ho

poet

Shikwa Apne Taleon Ki Na-Rasai Ka Karun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet