• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ta-Ba-Kai Manzil-Ba-Manzil Hum Musafir Bhagte

Ta-Ba-Kai Manzil-Ba-Manzil Hum Musafir Bhagte

ta-ba-kai manzil-ba-manzil ham musafir bhagte

aankh ab Thahri hui hai aur manazir bhagte

ai harif-e-har-qadam shah-mat se bachne ki soch

is bisat-e-ḳhak se kya ham se shatir bhagte

ham to aa.e hain yahan miTne miTane ke liye

is zamin-e-karbala se kis ki ḳhatir bhagte

bas men aa jaane ka jazba bas men karne ki havas

ḳhak-o-bad-o-ab-o-atish bhi hain qasir bhagte

sar kahin paanv kahin ankhen kahin chehra kahin

is havas men kho ga.i pahchan aḳhir bhagte

‘ḳhair’ shab-ḳhun maar kar chhup jaane vaale ham nahin

ma.arka sar karne nikle hain to kya phir bhagte

khod lete hain kuaan shahdab pa lete hain ‘ḳhair’

is zamin-e-saḳht se kya ham se sha.ir bhagte

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-ahad-saaz

Goshe

ismail-merathi

Chidiya Ke Bachche

Chain paDta Hai Dil Ko Aaj Na Kal

Kaun Aisa Hai Yahan Dil Se Mujhe Yaad Kare

Dhal Gaya Jism Mein Aaine Mein Patthar Mein Kabhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet