• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jaane Qalam Ki Aankh Mein Kis Ka Zuhur Tha

Jaane Qalam Ki Aankh Mein Kis Ka Zuhur Tha

abdul-ahad-saaz

jaane qalam ki aankh men kis ka zuhur tha

kal raat mere giit ke mukhde pe nuur tha

naghma sa chhedti thiin tajalli ki ungliyan

tauret ka nuzul ba-lahn-e-zabur tha

vo saath saath aur pahunchna tha us talak

har aan ek marhala nazdik o duur tha

haibat ke baam par thi bulave ki raushni

thi vasvason ki shaam pa jaana zarur tha

har pech koi vaqia har mod koi yaad

us ke badan ke saath mira la-shuur tha

ik bhiid mujh se muntazir-e-inkishaf thi

main tha muraqabe men magar be-huzur tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Uski Jaanib Dekhte the Aur Sab KHamosh The

Sanehe Lakh Sahi Hum Pe Guzarne Wale

Mat Puchh Harf-E-Dard Ki Tafsir Kuchh Bhi Ho

hasrat-mohani

Humne Kis din Tere Kuche Mein Guzara Na Kiya

shahryar

Bhatak Gaya Ki Manzilon Ka Wo Suragh Pa Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet