• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aa Gaya Phir Bahaar Ka Mausam

Aa Gaya Phir Bahaar Ka Mausam

poet

aa gaya phir bahar ka mausam

husn ke karobar ka mausam

kis ada se sanvar ke aaya hai

rang-e-lail-o-nahar ka mausam

ahl-e-dil ke liye palaT aaya

fursat-e-intizar ka mausam

ḳhud-baḳhud phuul be-hijab hue

josh men hai nikhar ka mausam

ab khulega bharam vafaon ka

rang la.ega pyaar ka mausam

kyon na ho zikr-e-gul-ruḳhan ‘az.har’

auj par hai bahar ka mausam

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

naz-butt

dil-O-Nigah Ki Hairat Main Rah Gae Hain Hum

poet

Khuban-E-Fusun-Gar Se Hum Uljha Nahin Karte

aaKHirash Kar Liya Qubul Hamein

poet

Bayan-E-Dard Ko Kis Husn Se Tamam Kiya

KHamoshiyon Mein Sada Se Likha Hua Ek Nam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet