• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Ajab Humne Majra Dekha

Ek Ajab Humne Majra Dekha

poet

ik ajab ham ne majra dekha

dard bardasht se siva dekha

dil-e-be-chain ko kahan le jaa.en

ik jahan se use laga dekha

vaa.e aḳhtar ḳhuda ko bhuul ga.e

jab kahin koi aasra dekha

zahar-e-mahrumi-e-masa chakkha

qahr-e-masmumi-e-saba dekha

koi ummid hai to ghairon se

barha ḳhud ko aazma dekha

phuul gulshan men mor jangal men

sim-e-sub.h-o-zar-e-masa dekha

nigah-e-shoḳh-e-surma-sa dekhi

dast-e-sad turra-e-hina dekha

ne sahi gar vafa nahin dekhi

ham ne yaan husn-e-be-panah dekha

jis ne chaha use ḳhuda chaha

jis ne dekha use ḳhuda dekha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Meri chiKHon Se Kamra Bhar Gaya Tha

poet

Visal-E-Yar Tamanna-E-KHam Hai Shayad

Naghme taDap Rahe Hain Dil-E-Be-Qarar Mein

parveen-shakir

Nahin Mera Aanchal Maila Hai

zafar-iqbal

Ek Hi Naqsh Hai Jitna Bhi Jahan Rah Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet