• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Kya Tahrir Pagal Likh Raha Hai

Ye Kya Tahrir Pagal Likh Raha Hai

ye kya tahrir pagal likh raha hai

har ik pyase ko badal likh raha hai

na ro gustaḳh beTe ke amal par

tira guzra hua kal likh raha hai

paḌho har mauj aayat ki tarah hai

vo dariya par musalsal likh raha hai

thame paani ko tabdili mubarak

hava ka haath halchal likh raha hai

tujhe chhuna nirala tajraba tha

vo jhuTa hai jo maḳhmal likh raha hai

bana kar shahr ka naqsha vo bachcha

baḌe harfon men jangal likh raha hai

ḳhuda-e-amn jo kahta hai ḳhud ko

zamin par ḳhud hi maqtal likh raha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Jise Chahe Wahi Chehra Jabin Lagta Hai

poet

Har Pari-Wash Ka Eatibar Karo

KHol Ke Andar simaT Kar Rah Gaya Main

Apne Jine Ke Hum Asbab Dikhate Hain Tumhein

Ghar Mein Rahte Hue Dar Lagta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet