• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye KHalq Sari Hawa Mere Nam Kar Degi

Ye KHalq Sari Hawa Mere Nam Kar Degi

poet

ye ḳhalq saari hava mere naam kar degi

mire charaghon ka jiina haram kar degi

suna hai dhuup ko ghar lauTne ki jaldi hai

vo aaj vaqt se pahle hi shaam kar degi

kuchh aur der jo Thahra main us ki ankhon men

to chand taron ko mera ghulam kar degi

main apne daur se bad-zan huun ibtida to karun

ki agli nasl mira baaqi kaam kar degi

phir is ke ba.ad vo mujh se lipaT ke ro.egi

safar ka Thiik se sab intizam kar degi

ḳharidne se to behtar hai us ko maang hi luun

vagarna unche bahut apne daam kar degi

batao is men bhi us ka koi ḳhasara hai

vo shahr-e-ḳhvab abhi mere naam kar degi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Zindagi Ki Chahat Mein Zindagi Se Mat Khelo

poet

Na Ada Mujhse Hua Us Sitam-Ijad Ka Haq

Aankh paDte Hi Na Tha Nam Shakebai Ka

KHaksaron Se Qarin Rahta Hai

Mahaz-E-Nur Se Yaksar haTa Diye Gae Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet