• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Hadse Mere Fan Ko Nikhaar Bhi Denge

Ye Hadse Mere Fan Ko Nikhaar Bhi Denge

ye hadse mire fan ko nikhar bhi denge

hayat ko nafas-e-sho.ala-bar bhi denge

ye ungliyan ki jo raqsan hain saz-e-ishrat par

ham un se kakul-e-giti sanvar bhi denge

ḳhizan-rasida ye ghunche ye ḳhar-o-ḳhas ya sumum

chaman ko muzda-e-fasl-e-bahar bhi denge

payam-e-sub.h-e-masarrat kahan muqaddar men

kisi tarah jo shab-e-gham guzar bhi denge

kuchh aur socho mire haq men dushmanon ki mujhe

mata-e-gham to mire gham-gusar bhi denge

kise ḳhabar thi ki alam-e-zindagi ‘maikash’

ḳhumar-e-bada-e-ishrat utaar bhi denge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-ali-barqi-azmi

Ibn-e-Adam Barsar Paikar Hai

Ye Jo Rabt Ru-Ba-Zawal Hai Ye Sawal Hai

Haal Mein Jine Ki Tadbir Bhi Ho Sakti Hai

abdul-hamid-adam

So Rahi Hai Gulon Ke Bistar Par

poet

Lazim Hai Buland Aah Ki Rayat Na Kare Tu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet