• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Farsh-O-Arsh Kya Hai Allah Jaanta Hai

Ye Farsh-O-Arsh Kya Hai Allah Jaanta Hai

akhtar-azad-1

ye farsh-o-arsh kya hai allah janta hai

pardon men kya chhupa hai allah janta hai

jo bhi bura-bhala hai allah janta hai

bandon ke dil men kya hai allah janta hai

laakh apne dil ka sikka duniya se tu chhupae

khoTa hai ya khara hai allah janta hai

ja kar jahan se vapas aata nahin hai koi

vo baam kaun sa hai allah janta hai

ye sub.h-o-sham dekho ye dhup-chhanv dekho

sab kyuun ye ho raha hai allah janta hai

neki-badi ko apni kitna hi tu chhupae

allah ko pata hai allah janta hai

qismat ke naam ko sab jaane nahin hain ‘aḳhtar’

qismat men kya likha hai allah janta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Ek Shajar Ki Jis Pe Na kanTa Na Phul Hai

KHayal-E-Tark Ulfat Ham-Nashino Aa Hi Jata Hai

hasrat-mohani

Husn-E-Be-Mehr Ko Parwa-E-Tamanna Kya Ho

poet

Kis Kis Ke Aansu Puchhoge Aur Kis Kis Ko Bahlaoge

abdul-majeed-hairat

Muddaton dekh Liya Chup Rah Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet