• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Daur-E-Masarrat Ye Tewar Tumhaare

Ye Daur-E-Masarrat Ye Tewar Tumhaare

ye daur-e-masarrat ye tevar tumhare

ubharne se pahle na Duben sitare

bhanvar se laḌo tund lahron se uljho

kahan tak chaloge kinare kinare

ajab chiiz hai ye mohabbat ki baazi

jo haare vo jiite jo jiite vo haare

siyah naginen ban ke Dasti hain kirnen

kahan koi ye roz-e-raushan guzare

safine vahan Duub kar hi rahe hain

jahan hausle na-ḳhudaon ne haare

ka.i inqilabat aa.e jahan men

magar aaj tak din na badle hamare

‘raza’ sail-e-nau ki ḳhabar de rahe hain

ufuq ko ye chhute hue tez dhare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ba-Chashm-E-Haqiqat Jahan dekhta Hun

Main Kal Tanha Tha KHilqat so Rahi Thi

Is Sal Sharafat Ka Libaada Nahin Pahna

Abhi Maujud Thi Lekin Abhi Gum Ho Gai Hai

faiz-ahmad-faiz

Africa Come-Back

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet