• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Chand Jo Bachchon Ka Khilauna Hai Meri Dost

Ye Chand Jo Bachchon Ka Khilauna Hai Meri Dost

ye chand jo bachchon ka khilauna hai miri dost

kho ja.ega is baat ka rona hai miri dost

ye zardi-e-ruḳhsar na miTTi men milegi

ye zardi-e-ruḳhsar to sona hai miri dost

chal baagh men rote hain gulabon se lipaT kar

ghar men bhi to takiya hi bhigona hai miri dost

maujud bhi aise huun ki maujud nahin huun

sabit mire hone se na hona hai miri dost

dharti ne bhi sote men hamen zaḳhm diye hain

ye sej bhi kanTon ka bichhauna hai miri dost

auron ki tarah mujh se bichhaḌ ja.ega vo bhi

hona hai kisi roz ye hona hai miri dost

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHush-Kun KHabar Ke Dhoke Mein Rakkha Gaya Mujhe

ahmad-javed

Be-Zari Ki Aakhiri Saat

Harza-Sarai Bain-E-suKHan Aur baDh Gai

poet

Tadap Ke Laut Ke Aansu Baha Ke dekh Liya

Likhega Waqt Hawaon Pe Inkishaf Mere

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet