• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Ye Bose

Ye Bose

azra-abbas

tum mujhe maqruz kar dete ho

apne boson se

mira baal baal bandh gaya hai

is qarze men

roz bila-nagha

ye bose jaise apni yad-dasht

kho dete hain

jab ahista ahista main

apni ungliyan pherti huun

un ke sabt kiye hue nishanon par

ye meri poron par

apni koi lams nahin chhodte

un ki garm-joshi aur tapish

mere chehre par sarsarane ke bajae

havaon ki tundi se ja milti hai

aur

un patton se

jin ko paala maar gaya ho

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Inhi Galiyon Mein Ek Aisi Gali Hai

Phir Teri Yaadon Ki Phunkaron Ke Bich

Fuzul Naz uThane Se Baat bigDi Hai

Kuchh Ab Ke Baras Aur Hawaon Ka Chalan Hai

abid-malik

dasht Mein Us Ka Aab-O-dana Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet