• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tuk Dekhiyo Ye Abru-E-KHamdar Wahi Hai

Tuk Dekhiyo Ye Abru-E-KHamdar Wahi Hai

poet

Tuk dekhiyo ye abru-e-ḳhamdar vahi hai

kushta huun main jis ka so ye tarvar vahi hai

mansur sa koi na hua ḳhalq jahan men

is mamlakat-e-faqr ka sardar vahi hai

puchha jo main us se ki ‘huzur’ aisa koi aur

gahak bhi hai ya ek ḳharidar vahi hai

itni jo aziyyat use deta hai tu har dam

kya qabil-e-jaur-o-sitam ai yaar vahi hai

kahne laga ham logon ka mashrab to yahi hai

jo koi bahut chahe gunahgar vahi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Bhar Pae Jaan-E-Zar Teri Dosti Se Hum

Is Shahr Mein Kahin Pe Hamara Makan Bhi Ho

agha-shayar-qazalbash

Na Nikla Munh Se Kuchh Nikli Na Kuchh Bhi Qalb-e-Muztar Ki

Kabhi Utren Agar Poshak Ke Rang

pirzada-qasim

Adakari Mein Bhi Sau Karb Ke Pahlu Nikal Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet