• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ruh Pe Kya Kya Zarb Lage Hain Jism Ki Khincha-Tani Mein

Ruh Pe Kya Kya Zarb Lage Hain Jism Ki Khincha-Tani Mein

ruuh pe kya kya zarb lage hain jism ki khincha-tani men

ishq ka hasil dekh rahe hain ham donon hairani men

ek mira a.ina-ḳhana ek tumhare jism ki lau

ḳhauf-zada dil soch raha hai aag lage kab paani men

ham ko kya ma.alum tha us ne kya kya chhupa ke rakha tha

ham ne dupaTTa khinch liya tha shane se nadani men

paise de kar jism ḳharido lekin ye ehsas rahe

bhuuk nihan hoti hai aksar jismon ki uryani men

jigri yaar ke saath jo rakha tab mujh par ye raaz khula

ḳhubiyan kitni poshida hain mere dushman-e-jani men

honTon se is dard ki ḳhushbu aa kar jism men phail ga.i

kitna dard ikaTTha tha is ThanDi si peshani men

jald hi us ko nochne vaale mil kar jashn manaenge

taaza taaza phuul khila hai gadle gadle paani men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Shab-E-Siyah Se Dar Gae Kisi Sham Hi Mein bhaTak Gae

Hamare Nakaam Tajrabon Ki Kisi Ko Koi KHushi Nahin Thi

poet

Tanhaiyan Jo Ras Na Aaen to Kya Karen

Bahe Hain Ashk Na Ubhri Hain Siskiyan Meri

parvin-sheer

Shikasta Sipar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet