Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
Sufi

Jo Wafa Ka Riwaj Rakhte Hain

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Abdul Hafeez Sahil Qadri
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

jo vafa ka rivaj rakhte hain

saf-suthra samaj rakhte hain

qabil-e-rahm hain vo insan jo

khvahish-e-takht-o-taj rakhte hain

bhej kar ham jahez par laanat

ahl-e-ghurbat ki laaj rakhte hain

dil-kushada bhi hain unhi ke jo

sar pe ghurbat ka taaj rakhte hain

barakat allah deta hai ‘sahil’

laakh ham kam anaaj rakhte hain

More Poems

Bas Khak-E-Qadam dijiye Takrar Bahut Ki

Guzra Apna Pas-E-Murdan Hi Sahi

Nahin Kuchh Masala Hum Ko Gharon Ka

Mujhe Andhere Mein Be-Shak Bitha diya Hota

Pighli Aag Se Saghar Bhar Le

duniya Se Har Rishta Toda Khud Se Ru-Gardani Ki

Ba-Muddai Ma-Goed Asrar-e-Ishq-O-Masti

Kash

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.