• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Bebasi to Umuman Hi Sath Hoti Hai

Ye Bebasi to Umuman Hi Sath Hoti Hai

ye bebasi to umuman hi saath hoti hai

hamare samne jab us ki zaat hoti hai

har ek baat ki jis men tumhara zikr nahin

vo jaise dusre maslak ki baat hoti hai

hamare gaanv men suraj ghurub ho ki na ho

kisi ke aankh lagane se raat hoti hai

mire huruf mira zabt noch khate hain

tire ḳhayal ki jab vardat hoti hai

ajab tarah se main sab ko pachhaḌta huun magar

ajab tarah se hamesha hi maat hoti hai

ye ḳhamushi hai tiri aankh ki fusun-kari

ye lafz tere labon ki zakat hoti hai

bas itna soch ke ‘sahir’ main us se kahta nahin

ki us ke dhyan men shayad vo baat hoti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ashk-Bari Nahin Furqat Mein Sharar-Bari Hai

nazeer-akbarabadi

Altaf Bayan Hon Kab Humse Ai Jaan Tumhaari Surat Ke

Samajh Rahe the Ki Ab Aasman Barsega

poet

Sitara Aankh Mein Dil Mein Gulab Kya Rakhna

ahmad-faraz

Main Aur Tu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet