• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Baadal Gham Ke Mausam Ke Jo chhaT Jate to Achchha Tha

Ye Baadal Gham Ke Mausam Ke Jo chhaT Jate to Achchha Tha

ye badal gham ke mausam ke jo chhaT jaate to achchha tha

ye phaila.e hue manzar simaT jaate to achchha tha

ye dil tarik hujra hai ise raushan karo aa kar

ye din tarikiyon vaale jo kaT jaate to achchha tha

maqam-e-dil kahin abadiyon se duur hai shayad

magar ye fasle dal ke simaT jaate to achchha tha

ye daur-e-habs TuuTe to ham apna badban kholen

magar bad-e-muḳhalif men jo DaT jaate to achchha tha

kahin gard-e-malamat se kahin gard-e-nadamat se

ye chehre gard-e-gardun se jo aT jaate to achchha tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

seema-sharma-meeruthi

Batao Maut Kya Hai Zindagi Kya

adil-mansuri

Gosht Ki Sadkon Par

ahmad-javed

Tha Jaanib-e-dil Subh-dam Wo Khush-Khiram Aaya Hua

aleena-itrat

Zinda Rahne Ki Ye Tarkib Nikali Maine

aziz-bano-darab-wafa

Mere Andar Ek dastak Si Kahin Hoti Rahi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet