• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Na Aasman Se Shikayat Na Baghban Se Mujhe

Na Aasman Se Shikayat Na Baghban Se Mujhe

na asman se shikayat na baghban se mujhe

mire junun ne nikala hai gulsitan se mujhe

gham-e-habib ye ehsan tira na bhulunga

ki be-niyaz kiya tu ne do jahan se mujhe

fareb-e-vahm-o-guman hai tilism-e-ilm-o-yaqin

ye dars-e-ḳhas mila sa.i-e-ra.egan se mujhe

baḌe maze se guzarti jo dil pe bas hota

najat milti nahin is bala-e-jan se mujhe

ye dair hai na haram us ki bazm hai ‘rahi’

azal se ek ta.alluq raha hai yaan se mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

wali-mohammad-wali

Takht Jis Be-Khanaman Ka dast-E-Virani Hua

Zor Se Aandhi Chali to Bujh Gae Sare Charagh

adeem-hashmi

Usi Ek Fard Ke Waste Mere dil Mein dard Hai Kis Liye

poet

Koi Tufan to Nahin Koi Talatum to Nahin

Mohabbat Lazmi Hai Manta Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet