• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phir Uske Baad Badan Tha Na Jaan Jaan Mein Thi

Phir Uske Baad Badan Tha Na Jaan Jaan Mein Thi

phir us ke ba.ad badan tha na jaan jaan men thi

ajab chaḌha.i miri umr ki Dhalan men thi

tumhara aks mire ansuon men raushan tha

tumhari shakl bhi har vaqt mere dhyan men thi

tamam umr ganva di talash men us ki

jo ek shai na miri thi na is jahan men thi

mujhe bayan bhi karti thiin dusri ankhen

miri zaban bhi shayad kisi zaban men thi

vo DhunDhta tha jahan par vahan nahin tha main

miri kahani kisi aur dastan men thi

tanab-e-ishq tire haath hi se chhuTi hai

tu ek umr se mashghul khinch-tan men thi

hamare pairon se khiski hui zamin ‘fayyaz’

utaar laa.e use ham jo asman men thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Ki Baat Na Mani Hoti Ishq Kiya Kyun Piri Mein

Ba-Qadr-E-Paimana-E-taKHayyul Surur Har Dil Mein Hai KHudi Ka

Ghabra Kar Aflak Ki Dahshat-Gardi Se

Fasil-E-Zat Par Itra Raha Hun

Ye Jo Zindagi Ki Kitab Hai Ye Kitab Bhi Kya Kitab Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet