• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ye Alag Baat Ki Wo Mujhse KHafa Rahta Hai

Ye Alag Baat Ki Wo Mujhse KHafa Rahta Hai

ye alag baat ki vo mujh se ḳhafa rahta hai

main ik insan huun aur mujh men ḳhuda rahta hai

meri baton men bahut us ki jhalak aati hai

us ke lahje men mira zehn basa rahta hai

qaid men us se bahadur na koi dekha tha

ab jo azad hai thoḌa sa Dara rahta hai

aur logon ki nigahon men bura ho lekin

apni nazron men bhi gir jaa.e to kya rahta hai

pul se guzre to nadi dhyan se dekhi ham ne

varna manzar ye nigahon se chhupa rahta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kaleja Munh Ko Aata Hai Shab-e-Furqat Jab Aati Hai

Ruh zaKHmi Hai Jism Ghayal Hai

rahat-indori

Sabab Wo Puchh Rahe Hain Udas Hone Ka

Ye Kis Ke Nam Se Raushan Tha Goshwara-E-Shab

poet

Kisi Ke Main Libas-E-Ariyat Ko Kya Samajhta Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet