• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yan Chala Aae Jo Wo Sim-Badan Aap Se Aap

Yan Chala Aae Jo Wo Sim-Badan Aap Se Aap

poet

yaan chala aa.e jo vo sim-badan aap se aap

dafa.a ho dil se mire ranj-o-mehan aap se aap

mat raho chin-ba-jabin us se ki koi din men

is se be-saḳhta vo degi shikan aap se aap

kal use dekh ke bhar aa.i jo chhati meri

bhar ga.e siine ke sab zaḳhm-e-kuhan aap se aap

us ke ruḳhsar ko kab dil se bhulaya ham ne

ruk gaya ham se vo kuchh rashk-e-chaman aap se aap

asar-e-jazb yuun ghurbat men dikha.un aarif

aa ke maujud ho vo mulk-e-vatan aap se aap

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Awwal Awwal KHwab Dikhaya Jaega

Ye Marhale Bhi Mohabbat Ke Bab Mein Aae

Dil Mein Rakkhe Hue Aankhon Mein Basae Hue shaKHs

Lubhata Hai Agarche Husn-E-dariya dar Raha Hun Main

Ham-Safar Ab Mere Pahlu Mein Mera Dil Na Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet