• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yaksan Hai Dhuan Jalte KHarabe Ki Mahak Tak

Yaksan Hai Dhuan Jalte KHarabe Ki Mahak Tak

yaksan hai dhuan jalte ḳharabe ki mahak tak

sannaTe ka ghar se diya sunsan saḌak tak

pahle hi kaha tha mire daman se pare rah

aa hi gaya tu bhi unhin sho.alon ki lapak tak

ab main huun faqat aur koi hanpta sahra

aa.i thi mire saath un ashkon ki kumak tak

do kashtiyan kaghaz ki baha len chalo ham tum

phir to hamen milna nahin ḳhvabon ki palak tak

itni to saza saḳht na aati hui rut de

ruḳhsat ho jo biite hue mausam ki kasak tak

divar hi nikli pas-e-divar fusun rang

kohra hi bikharta mila chehron ki dhanak tak

indar se sulagte ho musavvir jo khanDar se

kho aa.e ho ja kar kahan ankhon ki chamak tak

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chup-Chap Habs-E-Waqt Ke Pinjre Mein Mar Gaya

poet

Bul-Hawas Kam-Fahm Hai Wo Aadmi Nadan Hai

Wo Mila Mujhko Na Jaane KHol Kaisa oDh Kar

Ye Kis Ne Kaha Tum Kuch Karo Baaten Na Banao Insha-Ji

Gham Ke Tufan Dil-E-Muztar Mein Thahar Jate Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet