• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Khat Ne Aa Kar Ki Hai Shayad Rahm Farmane Ki Arz

Khat Ne Aa Kar Ki Hai Shayad Rahm Farmane Ki Arz

poet

khat ne aa kar ki hai shayad rahm farmane ki arz

tab tu ab sunta hai hans kar mujh se divane ki arz

sham-e-ghurbat ham se majruhon ki hai fariyad-ras

zulf ki chhati phati hai sunte hi shane ki arz

bosa-e-lal-e-butan jo le so ho be-abru

itni hi khidmat men maston ki hai paimane ki arz

gosh-e-gul men sab phaphule pad gae shabnam ke haath

aag thi bulbul ki fariyadon ke afsane ki arz

fasl-e-gul aate hi ‘uzlat’ dil zaban-e-ah se

meri khidmat men kare hai dasht men jaane ki arz

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Pir-E-Mai-KHana Pe Marte Hain Muridon Ki Tarah

Ham-Sae Mein Shaitan Bhi Rahta Hai KHuda Bhi

Teri Hi Tarah Hamein Yaad Aane Wala Ho

Tujhse Milunga Phir Kabhi KHwab-O-KHayal Bhi Nahin

Hua Dil Ka Haal Abtar Tujhe Yaad Karte Karte

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet