• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Rubai / Yak do Jam Aur Bhi de Tu Saqi

Yak do Jam Aur Bhi de Tu Saqi

poet

yak do jaam aur bhi de tu saaqi

na rahe dil men aarzu saaqi

meri taskin na hogi saghar se

munh se mere laga subu saaqi

raat o din mai-kashon ko rahti hai

teri hi yaad o justuju saaqi

rind-e-muflis ko de hai zyaad sharab

bhaai mujh ko tiri ye khu saaqi

aah tujh bin hain zar-o-nalan ham

bhuli masti ki hav-hu saaqi

shisha-e-mai ki tarah se ham aaj

rakhte hain girya dar-gulu saaqi

kisi ke aage misl-e-saghar ham

laate hain dast-e-arzu saaqi

laate hain misl-e-shisha-e-bada

tere hi aage sarfaru saaqi

ro nahin us ko bazm-e-mastan men

jis ke taiin tu na deve ru saaqi

de ‘jahandar’ ko vo mai jis ka

hove gul ka sa rang-o-bu saaqi

Filed Under: Rubai Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

wajid-ali-shah-akhtar

Haal-E-dil Ai Buto Khuda Jaane

saleem-kausar

Junun Tabdili-E-Mausam Ka Taqriron Ki Had Tak Hai

Humse Puchha Kya Biti Hai aaKHir-E-Shab Ke Maron Par

Pahla Sa Wo Junun-E-Mohabbat Nahin Raha

meer-taqi-meer

Ab Nahin Sine Mein Mere Ja-E-dagh

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet