• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yak-Ba-Yak Jata Raha Dilbar Jo Ghar Aaya Hua

Yak-Ba-Yak Jata Raha Dilbar Jo Ghar Aaya Hua

poet

yak-ba-yak jaata raha dilbar jo ghar aaya hua

dauḌa dauḌa main phira galiyon men ghabraya hua

jaan kya jallad ki leve dobara hukm-e-qatl

munh se us zalim ne jo yakbar farmaya hua

hijr men us gul ke ye surat hamari ban ga.i

rang bhi hai zard aur chehra bhi murjhaya hua

ḳhana-e-dil se karen gham yaar ka kis tarah duur

dar se uThta hai muhassal koi biThlaya hua

kya ghazab TuuTe hai dekhen ashiqon ki jaan par

aaj kuchh ghusse men hai baiTha vo jhunjhlaya hua

yuun kiya barbad us gul ne dil-e-pazh-murda ko

phenk de hai phuul jaise koi kumlaya hua

‘muntazir’ ka ji jala de kyon na har ik baat men

hai vo zalim sho.ala-ḳhu ghairon ka bhaḌkaya hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tamasha Rahguzar-Dar-Rahguzar Afsos Ka Hai

Jo Hum Teri Aankhon Ke Tare Hue Hain

abdul-mannan-samadi

Badalte Mausamon Mein Aab-O-dana Bhi Nahin Hoga

Khol Kar Baat Ka Bharam Donon

Yaad Uski Hai Kuchh Aisi Ki Bisarti Bhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet