• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Baad-E-Shimal Chalne Lagi Ang Ang Mein

Baad-E-Shimal Chalne Lagi Ang Ang Mein

bad-e-shimal chalne lagi ang ang men

lipTa hai kaun mujh se ye patjhaḌ ke rang men

ḳhvahish ke karobar se bachna muhal hai

utrega tu bhi saath mire is surang men

main andhiyon men haath bhi pakḌun tira to kya

ik shaḳh-e-be-siper huun havaon ki jang men

‘ranjha’ main ahd-e-nau ka qabilon men baT gaya

to ‘hir’ ban ke pi na saki zahr jhang men

garma sakin na chahaten tera kaThor jism

har ik jal ke bujh ga.i tasvir sang men

aage ‘musavvir’ aag aqab men hai ye sada

pichhe na muḌ ke dekhna is dasht-e-sang men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

faiz-ahmad-faiz

Na Kisi Pe Zakhm Ayan Koi Na Kisi Ko Fikr Rafu Ki Hai

akbar-allahabadi

Jab Yas Hui To Aahon Ne Sine Se Nikalna Chhod diya

Ek to Tujhse Meri Zat Ko Ruswai Mili

qateel-shifai

Ho Chuka Intizar Sone de

Sitara Sham Se Nikla Hua Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet