• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Donon Hain Un Ke Hijr Ka Hasil Liye Hue

Donon Hain Un Ke Hijr Ka Hasil Liye Hue

donon hain un ke hijr ka hasil liye hue

dil ko hai dard dard ko hai dil liye hue

dekha ḳhuda pe chhoḌ ke kashti ko naḳhuda

jaise ḳhud aa gaya koi sahil liye hue

dekho hamare sabr ki himmat na TuuT jaa.e

tum raat din satao magar dil liye hue

vo shab bhi yaad hai ki main pahuncha tha bazm men

aur tum uThe the raunaq-e-mahfil liye hue

apni zaruriyat hain apni zaruriyat

aana paḌa tumhen talab-e-dil liye hue

baiTha jo dil to chand dikha kar kaha ‘qamar’

vo samne charagh hai manzil liye hue

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-hamid-adam

Wasl Ki Shab Hai Aur Sine Mein

Sufi

Zakhm darkar Hain Sine Ke Liye

Sach Hai Ki Wo Bura Tha Har Ek Se laDa Kiya

Sawan Ki Purwai Ne Kya Dukhti choT Dikhai Hai

Kahan Ki Chaal Nikali Hai Ye Kahan Ki Tarah

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet