• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Kisi Patthar Ki Murat Se Mohabbat Ka Irada Hai

Kisi Patthar Ki Murat Se Mohabbat Ka Irada Hai

sahir-ludhianvi

kisi patthar ki murat se mohabbat ka irada hai

parastish ki tamanna hai ibadat ka irada hai

jo dil ki dhadkanen samjhe na ankhon ki zaban samjhe

nazar ki guftugu samjhe na jazbon ka bayan samjhe

usi ke samne us ki shikayat ka irada hai

suna hai har javan patthar ke dil men aag hoti hai

magar jab tak na chhedo sharm ke parde men soti hai

ye socha hai ki dil ki baat us ke ru-ba-ru kar den

har ik beja takalluf se baghavat ka irada hai

mohabbat be-rukhi se aur bhadkegi vo kya jaane

tabiat is ada par aur phadkegi vo kya jaane

vo kya jaane ki apni kis qayamat ka irada hai

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Silsila Jab Teri Baaton Ka Jawan Hota Hai

poet

Ishq dariya Hai Giran-Bar Na Jaane Koi

Tu Ne Kamal Kaam Ye Nadan Kar Diya

Qail Karun Kis Baat Se Main Tujhko Sitamgar

Chhupae Dil Mein Hum Akasr Teri Talab Bhi Chale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet