• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / DhunD Leti Hain Koi Mahtab Sa Manzar Kahin

DhunD Leti Hain Koi Mahtab Sa Manzar Kahin

DhunD leti hain koi mahtab sa manzar kahin

jagti rahti hain ankhen ḳhvab ke andar kahin

Daal lete hain bhala zanjir-e-ishrat paanv men

taan kar chalte hain sar par dard ki chadar kahin

is ḳhayal-e-naz men hota hai shab bhar jagna

ek kaif-e-hijr men hoga mira bistar kahin

dil ke andar chupke chupke jagti hai be-kali

shor karti hain hava.en jism ke bahar kahin

aankh men bedariyon ki dhuul girti ja.egi

asman sar par uTha.enge mah-o-aḳhtar kahin

har sada-e-naghma hai avaza-e-mahshar mujhe

dil larazta hai badal jaa.e na ye manzar kahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Wazifa Mujhe Bhi Bata Mere Darwesh

Chhu Bhi to Nahin Sakte Hum Mauj-E-Saba Ban Kar

Daur-E-Tufan Mein Bhi Ji Lete Hain Jine Wale

KHala Ke Dasht Mein Ye Turfa Majra Bhi Hai

Dil Se Puchho Kya Hua Tha Aur Kyun KHamosh Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet