• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Waqif Nahin Hum Ki Kya Hai Behtar

Waqif Nahin Hum Ki Kya Hai Behtar

poet

vaqif nahin ham ki kya hai behtar

juz ye ki tiri raza hai behtar

deta hai vahi tabib-e-haziq

bimar ko jo dava hai behtar

kis se kahun hal-e-bad ki vo aap

kuchh mujh se bhi janta hai behtar

a.ina ho ya to aab lekin

har shakl men ik safa hai behtar

charche se agar ho sohbat-e-gham

shadi se hazar ja hai behtar

le naala ḳhabar ki zaḳhm dil ka

phir kahte hain ho chala hai behtar

har uzv hai dil-fareb tera

kahiye kise kaun sa hai behtar

jaati hai nasim us gali ko

uTh sakiye to qafila hai behtar

‘qa.em’ jo kahen hain farsi yaar

is se to ye reḳhta hai behtar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aasman Sahil Samundar Aur Main

poet

chhoD Aae Wo Chashm-E-Tar Tanha

Jab Teri Yaadon Ki Purwai Ghazal Gati Hai

Ye Hadisa to Hua Hi Nahin Hai Tere Baad

majrooh-sultanpuri

Wo Jis Pe Tumhein Sham-E-Sar-E-Rah Ka Guman Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet