• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Chand Raat

Chand Raat

parveen-shakir

gae baras ki iid ka din kya achchha tha

chand ko dekh ke us ka chehra dekha tha

faza men ‘keats’ ke lahje ki narmahat thi

mausam apne rang men ‘faiz’ ka misra tha

dua ke be-avaz uluhi lamhon men

vo lamha bhi kitna dilkash lamha tha

haath utha kar jab aankhon hi aankhon men

us ne mujh ko apne rab se manga tha

phir mere chehre ko hathon men le kar

kitne pyaar se mera matha chuma thaa!

hava! kuchh aaj ki shab ka bhi ahval suna

kya vo apni chhat par aaj akela thaa?

ya koi mere jaisi saath thi aur us ne

chand ko dekh ke us ka chehra dekha thaa?

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHwab Kahan Se TuTa Hai Tabir Se Puchhte Hain

poet

Tera KHayal Tha Lafzon Mein Dhal Gaya Kaise

shabnam-shakeel

kitne anjaan jaziron mein mujhe le ke chala

Daur-E-Hayat Aaega Qatil Qaza Ke Baad

jigar-moradabadi

Ehsas-E-Ashiqi Ne Begana Kar diya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet