• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Wahi Nadan Hain Jo KHwabon Ko Dhar Kar Tak Par

Hum Wahi Nadan Hain Jo KHwabon Ko Dhar Kar Tak Par

ham vahi nadan hain jo ḳhvabon ko dhar kar taak par

jagte hi roz rakh deta hai ḳhud ko chaak par

dil vo dariya hai jise mausam bhi karta hai tabah

kis tarah ilzam dhar den ham kisi tairak par

ham to us ke zehn ki uryaniyon par mar miTe

daad agarche de rahe hain jism aur poshak par

ham ba-ḳhubi jante hain bas hamare jaate hi

kaise kaise gul khilenge us badan ki ḳhaak par

baat aur bevhar hi se jaan sakte hain ise

ilm ki imla likhi jaati nahin poshak par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hawaon Ka Zor Aazmate Rahe

Koi Ahd-E-Wafa Bhula Hua Hun

Raegan Sab Kuchh Hua Kaisi Basirat Kya Hunar

sara-shagufta

Chyunti-Bhar Aata

poet

Apne Bare Mein Jab Bhi Socha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet