• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yahan Hai Dhup Wahan Sae Hain Chale Jao

Yahan Hai Dhup Wahan Sae Hain Chale Jao

yahan hai dhuup vahan saa.e hain chale jaao

ye log lene tumhen aa.e hain chale jaao

bulava aaya hai jaane men koi harj nahin

yahan bhi dukh hi sada paa.e hain chale jaao

vo jis ke vaste bulvaya ja raha hai tumhen

agar ye log use laa.e hain chale jaao

paḌe rahoge yahan kab talak bure halon

vahan to husn ke sarma.e hain chale jaao

main kya bata.un vahan kya hai jo nahin hai yahan

nashat-e-ruh ke paira.e hain chale jaao

main rok pa.unga aansu na ruḳhsati pe magar

kahar Doli jo le aa.e hain chale jaao

tumhen to qabr ki miTTi bhi ab pukarti hai

yahan ke log bhi ukta.e hain chale jaao

gurez itna bhi sabir-‘zafar’ nahin achchha

payam us ne jo bhijva.e hain chale jaao

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aaj Bhi Tishna-Labi Tishna-Labi Hai Ai Dost

Rasta Hoga Jab Tak Na Hamwar Sa

Ye Dastak Aur Ye Dar Mera Nahin Hai

Kis Saliqe Se Wo Mujh Mein Raat-Bhar Rah Kar Gaya

zafar-iqbal

Hai Koi Ikhtiyar duniya Par

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet