• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yaadon Ki Tajsim Pe Mehnat Hoti Hai

Yaadon Ki Tajsim Pe Mehnat Hoti Hai

ahmad-shahryar

yadon ki tajsim pe mehnat hoti hai

bekari bharpur mashaqqat hoti hai

aisa khali aur itna gunjan abad

aine ko dekh ke hairat hoti hai

divaron ka apna sahra hota hai

aur kamron ki apni vahshat hoti hai

us ko yaad karo shiddat se yaad karo

is se tanhai men barkat hoti hai

bachpan jauban aur budhapa aur phir maut

sab chalte rahne ki aadat hoti hai

jiina to bas lafz hai ik be-maani lafz

maut se pahle maut ki fursat hoti hai

aisi azadi ab aur kahan hogi

ishq men sab karne ki ijazat hoti hai

aansu moti jugnu taara suraj chand

har qatre ki apni qismat hoti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

qateel-shifai

Angdai Par Angdai Leti Hai Raat Judai Ki

poet

Surat-E-Barq-E-Tapan Shoala-Fagan uTThe Hain

hatim-ali-mehr

dida-E-Jauhar Se Bina Ho Gaya

Jafaen Hoti Hain ghuTta Hai Dam Aisa Bhi Hota Hai

adil-hayat

Gard

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet