• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Azal Ki Yaad Mein Main Garm-E-Ah-E-Sard Hua

Azal Ki Yaad Mein Main Garm-E-Ah-E-Sard Hua

poet

azal ki yaad men main garm-e-ah-e-sard hua

lagi thi chot kabhi aur aaj dard hua

guzar gaya ye nigahon se tera markab-e-husn

tamam alam-e-dil ik qadam men gard hua

ghalat ki qabil-e-dar-o-rasan hon ahl-e-havas

bandhai ishq ne himmat jise vo mard hua

pare vo aql se hain is yaqin ne rok liya

kabhi jo vahm ke pichhe men rah-navard hua

tamam tajraba-e-garm-o-sard-e-ishq kahan

kuchh ashk-e-garm hua dil kuchh ah-e-sard hua

naqab un ki uthi thi ki ham hue behosh

nigah un se ladi thi ki dil men dard hua

karam se apne mita do ki be-qarar hai ishq

mira vajud ki duniya ke dil ka dard hua

shuhud-e-be-jihat-o-kaif munsalik ‘raghib’

junun use jo kisi samt rah-navard hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ameer-minai

Qibla-E-dil Kaba-E-Jaan Aur Hai

poet

Humse Bhali Chaal Chali Chandni

Wafa Ki Rah Mein Gul Hi Nahin Hai Khaar Bhi Hai

Patthar Ki Qaba Pahne Mila Jo Bhi Mila Hai

Har Aankh Lahu Sagar Hai Miyan Har Dil Patthar sannaTa Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet