• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yaadon Ka Shahr-E-Dil Mein Charaghan Nahin Raha

Yaadon Ka Shahr-E-Dil Mein Charaghan Nahin Raha

yadon ka shahr-e-dil men charaghan nahin raha

kya koi gham hi sho.ala-ba-daman nahin raha

ab e’tiraf-e-ahd-e-vafa kar rahe hain vo

jab e.atibar-e-umr-e-gurezan nahin raha

nikle kuchh aur abla-pa.i ki ab sabil

sahra men koi ḳhar-e-mughilan nahin raha

baḳhiya-gari-e-dil ke tasavvur men gum hue

goya ḳhayal-e-jumbish-e-mizhgan nahin raha

ye soch kar ki ḳhugar-e-gham ho na ja.un main

vo sargiran hua sitam arzan nahin raha

azar-e-hijr apni jagah mustaqil magar

dil mujh se tere qurb ka ḳhvahan nahin raha

yad-e-ḳhuda hi ka.aba-e-dil men basa.iye

ab ek but bhi dushman-e-iman nahin raha

imkan-e-vasl-e-yar to ‘aḳhgar’ kabhi na tha

azar-e-hijr-e-yar ka arman nahin raha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek guDiya Ki Kai kaTh-Putliyon Mein Jaan Hai

allama-iqbal

Saqi-Nama

Kar Ke Qaul-O-Qarar Kya Kahna

Kyon KHafa Rashk-E-Hur Hota Hai

Ajib Rang Liye Aaj Milne Aaya Wo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet