• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pahlu Mein Baith Kar Wo Pate Kya

Pahlu Mein Baith Kar Wo Pate Kya

poet

pahlu men baith kar vo paate kya

dil to tha hi nahin churate kya

hijr men gham bhi ek neamat hai

ye na hota to aaj khate kya

murgh-e-dil hi ka kuchh raha mazkura

aur be-par ki vaan udate kya

raah ki chhed-chhad khuub nahin

vo bigadta to ham banate kya

sadma hasil hua alam laae

aur kuche se us ke laate kya

shaikh-ji kahte hain ghina ko haram

un se puchho to hain ye gaate kya

laghar hi se kafan men tha bhi main

meri mayyat ko vo uthate kya

khaak us kuche ki na la rakhte

to ‘sakhi’ qabr men bichhate kya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab Tak Mizaj-E-Dost Mein Kuchh Barhami Rahi

Mare Ghusse Ke Ghazab Ki Tab ruKHsaron Mein Hai

a-g-josh

Ek Zara Tum Se Shanasai Hui

poet

Rakhna KHam-E-Gesu Mein Ya Dil Ko Riha Karna

poet

Tere Diwane Izhaar-E-Mohabbat Kar Nahin Sakte

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet