• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yaad to Aae Kai Chehre Har Ek Gam Ke Baad

Yaad to Aae Kai Chehre Har Ek Gam Ke Baad

yaad to aa.e ka.i chehre har ik gaam ke ba.ad

koi bhi naam kahan aaya tire naam ke ba.ad

dasht-o-dariya men kabhi gulshan-e-sahra men kabhi

main raha mahv-e-safar ik tire paigham ke ba.ad

gamzan rah-e-junun par hain to phir sochna kya

kisi anjam se pahle kisi anjam ke ba.ad

dil ka har kaam faqat us ki nazar karti hai

naam aata hai magar mera har ilzam ke ba.ad

meri be-tabi-e-dil mera muqaddar Thahri

shab-e-alam se pahle shab-e-alam ke ba.ad

kaam leta hai mujhi se vo musibat men sada

bhuul jaata hai magar mujh ko mire kaam ke ba.ad

barha us ne mira naam miTaya ‘anjum’

ro paḌa phir vo har ik baar isi kaam ke ba.ad

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Lakir-E-Sang Ko Anqa-Misal Humne Kiya

Sab Kuchh Bas Kahne Ko Bhula Jata Hai

KHuda Hua Na Koi Aur Hi Gawah Hua

Dil-E-Bad-Guman Ke Tawahhumat Ajib Hain

zaKHm Sab Usko Dikha Kar Raqs Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet