• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yaad Rakhna Ek Din Teri Zaban Tak Aaunga

Yaad Rakhna Ek Din Teri Zaban Tak Aaunga

poet

yaad rakhna ek din teri zaban tak a.unga

ḳhamushi ki qaid se harf-e-bayan tak a.unga

tu yaqin ke aa.ine men dekhna chahega aur

main faqat ḳhush-fahmi-e-hadd-e-guman tak a.unga

chhu ke tere zehn ke ḳhamosh taron ko kabhi

le ke ik tufan tire dil ke makan tak a.unga

phir tire ehsas ke sho.alon men Dhal ja.egi raat

main ubhar kar jis ghaḌi ashk-e-ravan tak a.unga

dastaras se tiir ban kar bhi nikal ja.unga phir

jab kabhi main tere abru ki kaman tak a.unga

sard aahon men simaT kar shiddat-e-ehsas se

qalb ki nazuk ragon ke darmiyan tak a.unga

itna mat socho ki ye nazuk ragen phaT ja.engi

main tumhare zehn men aḳhir kahan tak a.unga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

obaidullah-aleem

Chand-Chehra Sitara-Ankhen

poet

Rawa Nahin Hai Agar Ye to Narawa Bhi Nahin

firaq-gorakhpuri

Aflak Pe Jab Parcham-E-Shab Lahraya

Aaj Mausam Mein Kuchh Nami Si Hai

poet

Jis Ko Chalna Hai Chale raKHt-E-Safar Bandhe Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet