• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ret Hai Izhaar Ke Pani Ke Par

Ret Hai Izhaar Ke Pani Ke Par

ret hai iz.har ke paani ke paar

aur virani hai virani ke paar

maut ki tashkil se ubhra hua

kaun hai meri faravani ke paar

aa na paa.i mujh talak ye ka.enat

rah ga.i sanson ki tughyani ke paar

phail kar tujh men na bas ja.un kahin

rang mujh ko rang-e-imkani ke paar

kaun phuTega adam ki kokh se

kaun la-fani hai la-fani ke paar

chhoḌ ab mafhum ki ujḌi qaba

kuchh nahin ma.ani ki uryani ke paar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bashir-badr

Bade Tajiron Ki Satai Hui

Libas-E-Chaak Mein Aiwan Ke Aage Nahin Jati

poet

Yar Mera Miyan-E-Gulshan Hai

afzal-allahabadi

Sulagti Ret Pe Tahrir Jo Kahani Hai

Tera Firaq Arsa-E-Mehshar Laga Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet