• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yaad Karne Ke Zamane Se Bahut Aage Hain

Yaad Karne Ke Zamane Se Bahut Aage Hain

yaad karne ke zamane se bahut aage hain

aaj ham apne Thikane se bahut aage hain

koi aa ke hamen DhunDega to kho ja.ega

ham na.e gham men purane se bahut aage hain

jism baaqi hai magar jaan ko miTane vaale

ruuh men zaḳhm nishane se bahut aage hain

is qadar ḳhush hain ki ham ḳhvab-e-faramoshi men

jaag jaane ke bahane se bahut aage hain

jo hamen pa ke bhi khone se bahut pichhe tha

ham use kho ke bhi paane se bahut aage hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-wahab-sukhan

Wo Pahle Fikr Ko Harf-e-Kamal deta Hai

Jaana Mujhe Kidhar Tha Kis Samt Chal Raha Hun

kishwar-naheed

Hum Ki Maghlub-E-Guman The Pahle

Apne Tasawwuraat Se Aage Nikal Gaya

Har Ek Lamha-E-Maujud Intizar Mein Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet