• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yaad-E-Ayyame Koi Wajh-E-Pareshani to Thi

Yaad-E-Ayyame Koi Wajh-E-Pareshani to Thi

yad-e-ayyame koi vaj.h-e-pareshani to thi

aankh yuun ḳhali nahin thi is men hairani to thi

lab pe mohr-e-ḳhamushi pahle bhi lagti thi magar

aah ki ruḳhsat to thi ashkon ki arzani to thi

thi nazar ke samne kuchh to talafi ki umiid

khet sukha tha magar dariya men tughyani to thi

bazm se uTThe to kya ḳhalvat men ja baiThe to kya

tark-e-duniya par bhi duniya jani-pahchani to thi

dard ik jauhar hai paikar se gharaz rakhta nahin

aankh men aansu na the lab par ghazal-ḳhvani to thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aaj Ka Wada Yunhi Kal Pe uThae Rakhiye

Wabasta Ho Gae Hain Qadam Rahguzar Ke Sath

munawwar-rana

Pairon Ko Mere dida-E-Tar Bandhe Hue Hai

firaq-gorakhpuri

Phulon Ki Suhag Sej Ye Joban Ras

Wo Mauj-E-Hawa Jo Abhi Bahne Ki Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet