• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Kalam / Yaad Aa Jati Hai Jab Saqi Ke Aa Jaane Ki Tarah

Yaad Aa Jati Hai Jab Saqi Ke Aa Jaane Ki Tarah

Sufi

yaad aa jaati hai jab saaqi ke aa jaane ki tarah

ankhen bhar aati hain khun-e-dil se paimane ki tarah

garche kaifiyat khushi men us ki hoti hai do-chand

par qayamat lutf rakhti hai ye jhunjhlane ki tarah

hijr ke sadme na khinche un ne bulbul ki misal

aur hi sujhi thi parvane ko jal jaane ki tarah

kyuun abas khata hai bal naseh nahin chhutne ka dil

chak-chak ho kar phansa hai zulf men shane ki tarah

lazzaten diin ghafilon ko qasim-e-hushiyar ne

ishq ki qismat hui duniya men gham khane ki tarah

Filed Under: Kalam Tagged With: Sufi Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahryar

La-Zawal Sukut

poet

Zinda Hon Is Jahan Mein aaKHir Koi Jawaz

Aankh Hairan Hai Ye Sad-Rangi-E-Jalwa Kya Hai

abu-mohammad-sahar

Sab Ek Na Ek Sarab Ke Chakkar Mein Rah Gae

bashir-badr

Kahin Chand Rahon Mein Kho Gaya Kahin Chandni Bhi Bhatak Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet