• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Mein Tisen Jag Uthti Hain Pahlu Badalte Waqt Bahut

dil Mein Tisen Jag Uthti Hain Pahlu Badalte Waqt Bahut

akhtar-lakhnvi

dil men Tisen jaag uThti hain pahlu badalte vaqt bahut

apna zamana yaad aata hai suraj dhalte vaqt bahut

vo parcham vo sar ke turre aur vo safine apne the

jin ko dekh ke sho.ale bhi roe the jalte vaqt bahut

un shishon ke rezon ka marham hai apne zaḳhmon par

lamha lamha jo TuuTe talvaren chalte vaqt bahut

pal bhar men paani hote dekhe hain sanam kirdaron ke

ham kaise kah den lagta hai sang pighalte vaqt bahut

suune kitne baam hue kitne angan be-nur hue

chand se chehre yaad aate hain chand nikalte vaqt bahut

ab har ghar ki chaukhaT ham par hansti hai to raaz khula

phuuT phuuT kar roi thiin kyuun dahlizen chalte vaqt bahut

do naslon ki kashti thi vo pichhle dinon jo duub gai

bhige jismon vaalo lagega tum ko sambhalte vaqt bahut

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tu KHud Kahan Hai Qafila-E-Salar Dekhna

Kya Karun Is Masale Ke Samne

poet

KHizan Ka Koi Wajud Hai Na Chaman Mein Rang-E-Bahaar Hai

Dastan-E-Gham Humne Kah Bhi Di to Kya Hoga

Waqt Aafaq Ke Jangal Ka Jawan Chita Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet