• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Zeb-E-Shabistan Hua Chahta Hai

Wo Zeb-E-Shabistan Hua Chahta Hai

poet

vo zeb-e-shabistan hua chahta hai

ye majmaa pareshan hua chahta hai

buri ho gai shohrat-e-ku-e-janan

koi khana-viran hua chahta hai

tire gham ne sab kaam asan kiye hain

ki marna bhi asan hua chahta hai

chale aate hain sair karte hue vo

gulistan gulistan hua chahta hai

na dekha karo tum ki ab aaina bhi

miri chashm-e-hairan hua chahta hai

nikala hai ye rang ‘hali’ ne ‘salik’

ki har sher divan hua chahta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ana Ne TuT Ke Kuchh Faisla Kiya Hi Nahin

poet

Dil-Lagi Ghairon Se Be-Ja Hai Meri Jaan chhoD De

Lamhe Uljhan Ke Qarib Aa Pahunche

poet

Tujhse Bosa Main Na Manga Kabhu Darte Darte

poet

Nikal Raha Hun Yaqin Ki Had Se Guman Ki Jaanib

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet