• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yun Shab-E-Hijr Bitai Maine

Yun Shab-E-Hijr Bitai Maine

yuun shab-e-hijr bita.i main ne

niind taqon men jala.i main ne

chhoḌ ja.ungi qasam se tujh ko

aur qasam bhi tiri khaa.i main ne

us ki ankhon se chura kar kuchh ashk

raat ki pahli kama.i main ne

us ka gham sard kiya aahon se

dhuup men chhanv mila.i main ne

jaane kyon ruuh ki divar pe aaj

zard si bel chaḌha.i main ne

naam takiye par tira likhna tha

is liye sikhi kaḌha.i main ne

bech kar ‘sa.adiya’ zevar maan ka

puuri ki apni paḌha.i main ne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jo Shana Gesu-E-Jaanan Mein Hum Kabhu Karte

Rukne Ke Liye Dast-E-Sitam-Gar Bhi Nahin Tha

poet

Shahr Mein Ban Ke Mohabbat Ka Gadagar Mangun

KHayali Shakl Par Tera Guman Hota to Kya Hota

Is Se Behtar Meri Taswir Nahin Ho Sakti

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet