• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Wahan Ghair Ko Mehman Kiye baiThe Hain

Wo Wahan Ghair Ko Mehman Kiye baiThe Hain

poet

vo vahan ghair ko mehman kiye baiThe hain

ham yahan aish ka saman kiye baiThe hain

zahar kha lenge shab-e-va.ada na aaoge agar

apni mushkil ko ham asan kiye baiThe hain

kal shab-e-vasl thi sab aish mayassar the hamen

aaj ham chaak gareban kiye baiThe hain

ishq parde men rahe kab talak ai josh-e-junun

ham bhi tufan ka saman kiye baiThe hain

un ki zulfon ka tasavvur bhi ghazab hai ‘ashiq’

dil ko ḳhud apne pareshan kiye baiThe hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

sajida-zaidi

daur Uftadgi

Qaid-E-Gham-E-Hayat Se Hum Ko chhuDa Liya

poet

Bahut Hua to Meri Mohabbat Teri Gali Tak Safar Karegi

Gar Dard Mein Bhi Lutf-O-Maza DhunD Lenge Log

ahmad-hamdani

Kuchh Usko Yaad Karun Us Ka Intizar Karun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet