• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / wo to aaina-numa tha mujhko

wo to aaina-numa tha mujhko

shabnam-shakeel

vo to aina-numa tha mujh ko

kis liye us se gila tha mujh ko

de gaya umr ki tanhai mujhe

ek mahfil men mila tha mujh ko

ta mujhe chhod sako patjhad men

is liye phuul kaha tha mujh ko

tum ho markaz meri tahriron ka

tum ne ik khat men likha tha mujh ko

main bhi karti thi baharon ki talash

ek sauda sa hua tha mujh ko

ab pashiman hain duniya vaale

khud hi maslub kiya tha mujh ko

ab dhadakta hai magar surat-e-dil

zakhm ik tum ne diya tha mujh ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kha Ke Tegh-E-Nigah-E-Yar Dil-E-Zar Gira

Farogh-E-Gul Se Alag Barq-E-Ashiyan Se Alag

Kya Haqiqat Hai Kya Kahani Hai

hasrat-mohani

Apna Sa Shauq Auron Mein Laen Kahan Se Hum

Tariq-E-Girya Ab Is Se Behtar Nahin Milega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet