• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pas Rah Kar dekhna Tera Bada Arman Hai

Pas Rah Kar dekhna Tera Bada Arman Hai

poet

paas rah kar dekhna tera bada arman hai

mujh ko sab mushkil hai pyare tujh ko sab asan hai

ai mire badmast mat kar tu ghazalon ka shikar

le na mere dil ko chakh ye zor hi biryan hai

kya dua dete ho miyan jiite raho jiite raho

zindagani to nahin angrez ka zindan hai

ek bosa mach-macha kar biich se honton ke de

phir agar dil tujh se mangun jaan bhi nadan hai

jis ki niyat men dagha hai aap hota hai kharab

khosha-e-gandum ko dekho kab se data-dan hai

aah kuchh chubhta hai uthte baithte siine ke biich

chiir ke dekho to ye almas ka paikan hai

mere samjhane ko aaya hai baghal men le kitab

naak men laaya hai dam naseh koi shaitan hai

‘soz’ ka rutba kahan pahuncha hai jo teri raza

log ye kahte hain ab tu sahib-e-divan hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kunj-E-Qafas Se Pahle Ghar Apna Kahan Na Tha

Rang Aur Nur Ki Tamsil Se Hoga Ki Nahin

poet

KHush-Fahmiyon Ko Ghaur Ka Yara Nahin Raha

jaun-eliya

Bad-dili Mein Be-Qarari Ko Qarar Aaya To Kya

Garche Dil Mein Hi Sada Jaan-E-Jahan Rahte Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet